Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya dil ki baazi hai jeet haar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye yahi rut hoti hai intzaar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum pyaar karen na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai mud kar jo humne dekha to bas chaaron taraf tanhaayi hai bas chaaron taraf tanhaayi hai aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain badi hasrat se tasveer teri ashqon se bhigoya karte hain ashqon se bhigoya karte hain ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna sahe hans ke tumhare
kehte hain har ek dil mein chhupa kahin pyaar hai bas pehchaane jo koi na jane kis pal kahan kaise khota karaar hai naina lag jaye jo kahin nazdikiyon ka pata hain dooriyaan de gayi mileya mileya mujhe par meinu janeya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par meinu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi der se hi toh sahi haye eee dil ko kisi pe hai yakeen chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na tu bas ja mujh mein mera ban ke hi mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi
mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi ye bahaar kaisi aayi jo khizaan bhi saath laayi main kahan rahoon chaman mein mera lut gaya thikana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota mujhe raasta dikha kar mere carvaan ko loota idhar aa gale laga loon tujhe gardish e zamana mili khaak mein muhabbat jala dil ka aashiyana jo thi aaj tak haqeeqat wohi ban gayi fasana mili khaak mein muhabbat
milke bhi hum mil na sake milke bhi hum mil na sake kya mila phir pyaar mein kya mila phir pyaar mein hum to sanam phool hain wo hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein humne ek deepak jalaaya aandhiyaan chalne lagin humne ek deepak jalaaya aandhiyaan chalne lagin bujh gaya dil dil mein laakhon hasraten jalne lagin hasraten jalne lagin hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein dil pe kha ke chot phir khamosh rehna pyaar hai dil pe kha ke chot phir khamosh rehna pyaar hai agar kiya shikwa to samjho do dilon ki haar hai do dilon ki haar hai milke bhi hum mil na sake milke bhi hum mil na sake kya mila phir pyaar mein kya mila phir pyaar mein hum to sanam phool hain wo hum to sanam phool hain wo lut gaye jo bahaar mein lut gaye jo bahaar mein
hmm hmmm hey hey hey hey heyy mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar kaaaa mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar kaaaa mil ke tumhaari nazar se tanhaiyaan bechainiyaan madhosh hai ye sama tanhaiyaan bechainiyaan madhosh hai ye sama dhadkan kahegi dhadkan sunegi khamoshiyon ki zubaan mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se paa ke tumhen mere sanam hum is tarha kho gaye paa ke tumhen mere sanam hum is tarha kho gaye kehte hain saare kar ke ishaare deewaane hum ho gaye mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se khwaabon mein tum khayaalon mein tum tum hi mera pyaar ho khwaabon mein tum khayaalon mein tum tum hi mera pyaar ho jis se kiya hai janmon ka waada tum wo hi ikraar ho mil ke tumhaari nazar se hum ho gaye bekhabar se dil pe hai ye asar pyaar ka mil ke tumhaari nazar se hum
milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai tumhi ko dil ka raaz bataayen tumhi se raaz chhupayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o bhole saathiyaaaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki oye hoye o bhole saathiyaa o bhole saathiyaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki aanchal mein bhar li humne saari bahaaren sansaar ki nayi ada se hum itraaye paayi khushi lutaayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai ruthe kabhi kabhi maan gaye ghaaten tumhaari hum jaan gaye haaaaaaa aisi adaayen qurbaan gaye ruthe kabhi kabhi maan gaye tumhen manaaye dil behlaaye kya kya naaz uthayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o sohne
milte hain sabse yunhi baat karte hain milte hain sabse yunhi baat karte hain lekin sanam pyaar to hum aap hi ke saath karte hain haan haan ji haan haan haan ji haan haan haan ji haan haan haan ji haan ek tumhi to chala sakte ho mere jeevan ki gaadi ek tumhi to chala sakte ho mere jeevan ki gaadi tum jaano aaha pyaar kya hai baaki sab hain anaadi haan haan ji haan haan haan ji haan milte hain sabse yunhi baat karte hain lekin sanam pyaar to hum aap hi ke saath karte hain haan haan ji haan haan haan ji haan saason mein sangeet jaga hai aise mann ko tumne chhua hai saason mein sangeet jaga hai aise mann ko tumne chhua hai tumse to aha pyaar humein pehli nazar mein hua hai haan haan ji haan haan haan ji haan milte hain sabse yunhi baat karte hain lekin sanam pyaar to hum aap hi ke saath karte hain haan haan ji haan haan haan ji haan haan haan ji haan haan haan ji haan
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka
milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye afsos hai afsos hai ki aap bhi mushkil mein aa gaye milte hi nazar haye milte hi nazar hoye milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye hooo ho dil ke kahne pe badhte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhool jayenge hum dil ke kahne pe badhte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhool jayenge hum bhool jayenge hum jaate the kahin jaate the kahin aur kahin aur aa gaye milte hi nazar haye milte hi nazar hoye milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye dil churate gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye dil churate gaye shikwa jo kiya shikwa jo kiya hans ke hansi mein uda gaye milte hi nazar haye milte hi nazar ho oo ho milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye oo ho jaise aaye the hum to chale jayenge dil bhi rakh lijiye oo ho jaise aaye the hum to chale jayenge dil
milti hai agar nazron se nazar sharmaate ho kyun hmm ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun haay ae ji maine kahaa milti hai agar nazron se nazar sharmaate ho kyun aa haan ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun haay haay ae ji maine kahaa milte hi nigaahen deewaane kyun machal gaya dil tera hai bas ye samjho ek bhanwre ne tumhen phool samajh ke ghera hai tum phool agar bhanwra ban kar tarsaate ho kyun kyun ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun kyun ae ji maine kahaa jaao jee hum nahin dil dete hum dekhenge kya kar loge ye achchhi tarah hum jaan gaye tum koi bahaana kar loge dekho dekho mujhe ladki samajh behkaate ho kyun kyun ae ji maine kahaa duniya ka hai darr nazron se nazar takraate ho kyun kyun ae ji maine kahaa jaao jaao aage jaao humen tum jaison se kya lenaa ae ji hum bhi tumse baaz aaye na dil lena na dil dena phir ban thhan ke ik ladki ke paas aate ho kyun kyun
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa milti hai bheekh maula tere huzur se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se aayi hoon door se aayi hoon door se darr pe chadhane tere duniyaa chiraag laayi duniyaa chiraag laayi meri bhi sun le daata main dil ke daag laayi main dil ke daag laayi gaafil rahega kab tak tu ek majboor se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se maane naa duniyaa bairiiiii maane naa duniyaa bairi sachchi muhabbat meri dil mera tu hi rakh le maula duhaayi teri nafrat hai iss duniyaa ke jhoothe dastoor se meri bhi jholi bhar de aayi hoon door se duniyaa waalon ko daata duniyaa waalon ko daata chaahe jag saara de de main to hoon jogan jiski mujhko wo pyaara de de pyaara de de pyaara pyaara aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa jalwaa dikha jalwaa dikha de apna dil bhar de noor se
milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi hoti hai dilbaron ki inaayat kabhi kabhi sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par sharmaa ke munh na pher nazar ke sawaal par laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi laati hai aise mod pe kismat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi khulte nahin hai roz dariche bahaar ke khulte nahin hai roz dariche bahaar ke aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi aati hai jaaneman ye qayaamat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi tanha na kat sakenge jawaani ke raaste tanha na kat sakenge jawaani ke raaste pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi pesh aayegi kisi ki zuroorat kabhi kabhi milti hai zindagi mein mohabbat kabhi kabhi phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein phir kho naa jaayen hum kahin duniyaa ki bheed mein milti hai paas aane ki mauhlat kabhi
ho maa kasam batata hoon suno na dhoondhe na mile aisa namoona sample hai ye for retail cent percent he''s not for sale lady log ko patata par usmein bilkul fail idli appam sambhar khao quick gun murugun ke gun gao ye hai rebel without a cow mind it mind it idli appam sambhar khao quick gun murugun ke gun gao dhishoon dhishoon aur dhishkyaon yo mind it mind it hoooo aar tu taar tu aai bala ko taal tu iske yaar fande hai ghatiya aur faltu bheje ka noodle tera banega isko agar tu chunega ekvede meter fail ya tu murda ya fir jail ho mare na marta hai peeche jo padat hai chhode nahi sala idli appam sambhar khao quick gun murugun ke gun gao ye hai rebel without a cow mind it mind it easy easy brother now apna pichhvada bachao dhishoon dhishoon aur dhishkyaon yo mind it mind it hoooo kal boot height mein just like dad ye well toned body hai just thoda fat re ho iske dikhave pe na jaana item hai badaa ye sayana tum jo ser to ye sava ser kat le pehle jo ho der ho mare na
mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein rupyon ka chashma chadhao ye duniyaa dikhegi rangeeli saare nashe iss ke naukar ye hai cheez aisi nasheeli ye cham cham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya ye chham chham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein sapnon si rangeen raaten jaise ke aayi deewali kal ka bhala kya bharosa rahenge maalik yaa maali hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya mini mini
dil mein pal pal hai ik hulchal hoga kya kal whats gonna happan bechaniyaan betaabiyaan beqaraari 24 7 dil mein pal pal hai ik hulchal hoga kya kal whats gonna happan bechaniyaan betaabiyaan beqaraari 24 7 dhoondhenge one day one day the missing sunday sunday dhoondhenge one day one day the missing sunday sunday wooo uuuuwooo uuuuuu wooo uuuuu jaane hua kya sunday wooo uuuuwooo uuuuuu wooo uuuuu wooo uuuuwooo uuuuuu wooo uuuuu jaane hua kya sunday wooo uuuuwooo uuuuuu wooo uuuuu wooo uuuuwooo uuuuuu wooo uuuuu jaane hua kya sunday wooo uuuuwooo uuuuuu wooo uuuuu dil mein pal pal hai ik hulchal hoga kya kal whats gonna happan bechaniyaan betaabiyaan beqaraari 24 7 dil mein pal pal hai ik hulchal hoga kya kal whats gonna happan bechaniyaan betaabiyaan beqaraari 24 7 dhoondhenge one day one day the missing sunday sunday dhoondhenge one day one day the missing sunday sunday dhoondhenge one day one day the missing sunday sunday dhoondhenge one day one day the missing
kahin pyaar ki raat sote kati hai kahin dard ki raat rote kati hai meri raat ka maajra kuchh na puchho na rote kati hai na sote kati hai mit gaye hum tere pyaar mein haye shikwa bhi kar na sake mit gaye hum tere pyaar mein haye shikwa bhi kar na sake jeena chaha to jee na sake marna chaha to mar na sake huyi khamosh khwabon ki shahnaiyaan meri kismat mein likhi thi tanhaiyaan huyi khamosh khwabon ki shahnaiyaan meri kismat mein likhi thi tanhaiyaan meri kismat mein likhi thi tanhaiyaan aansuon se to daaman bhara haath mehendi se bhar na sake mit gaye hum tere pyaar mein haye shikwa bhi kar na sake hai itni kahaani mere bhaag ki naav kagaz ki hai aur nadi aag ki hai itni kahaani mere bhaag ki naav kagaz ki hai aur nadi aag ki naav kagaz ki hai aur nadi aag ki hum judai ke majhdhaar mein aise doobe ubhar na sake mit gaye hum tere pyaar mein haye shikwa bhi kar na sake jeena chaha to jee na sake marna chaha to mar na sake
mit jaaye jaaye jaaye mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan sun le jo agar kahin ye meri daastaan chheena mujhe tumne khushiyon ke aanchal se har zakhm lipta hai ashkon ke daaman se chheena mujhe tumne khushiyon ke aanchal se har zakhm lipta hai ashkon ke daaman se ghum ke andhere hain ujade savere hain aankhon mein kirchon se kyun khaab mere hain mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan sone ki sadkon pe chalta raha tann ke kaanten bichhe ab hain saaya tera ban ke sone ki sadkon pe chalta raha tann ke kaanten bichhe ab hain saaya tera ban ke ghum ke andhere hain ujade savere hain peechhe salaakhon ke kyun khaab mere hain mit jaayeeeeee ye zameen tham jaayeeeee aasmaan sun le jo agar kahin ye meri daastaan
mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye toote huye khilounon se pyaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye banaa ke zindgaaniyan bigaadne se kya mila meri ummeed ka jahaan meri ummeed ka jahaan ujaadne se kya mila aayi thi do dinon ki ye bahaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zara si bhool ko hazaar roop naam de diye zara si jaan sar pe saat aasmaan de diye barbaad zindagi ka ye singaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zamin gair ho gayi yeh aasmaan badal gaya hawaa ke rukh badal gaye hawaa ke rukh badal gaye har ek phool jal gaya bajte hain ab ye saanson ke taar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye
mittuaaa tere liye jeena tere liye marna tere liye jeena tere liye marnaa ho mittuaaa aa aa aa ho duniyaa se kya darna ye jaan bhi use denge dil jisko diya mittuaa tere liye jeenaa hu u uu uu uu uu uu uu uu uu uu tere liye jeena tere liye marna tere liye jeena tere liye marnaa ho mittuaaa aa aa aa ho duniyaa se kya darna ye jaan bhi use denge dil jisko diya mittuaa tere liye jeenaa hawa ka jhonka hai nazar ka dhokha hai hawa ka jhonka hai nazar ka dhokha hai ho mittuaaa aa aa aa ho ye duniyaa wo duniyaa bas mel dilon ka khel dilon ka hai mittuaa tere liye jeenaa ye hi muhabbat hai ye hi jawaani hai ye hi muhabbat hai ye hi jawaani hai ho mittuaaa aa aa aa o ulfat jo karte hain un logon ki bas yahi nishaani hai mittuaa tere liye jeenaa waada nahin toda ho na ye kasam todi hoo waada nahin toda na ye kasam todi ho mittuaaa aa aa aa ho hum jeete ya haare har haal mein apni shaan nahin chhodi mittuaa tere liye jeena tere liye marnaa ho mittuaaa aa aa aa ho duniyaa se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mile To Phir Jhuke Nahin Aakash Deep (1965) 03:49 37790
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:49   Song Number : 37790   

Mile Tumse Bichhad Ke Hum Salaami (1994) 06:57 37925
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Samyukta Singh, Ayub Khan
Duration : 06:57   Song Number : 37925   

Mileya Mileya Happy Ending (2014) 04:27 37278
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Priya Saraiya
Music Director- 
Jigar, Sachin
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz, Saif Ali Khan
Duration : 04:27   Song Number : 37278   

Mili Khaak Mein Muhabbat Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:31 20966
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:31   Song Number : 20966   

Milke Bhi Hum Mil Na Sake Sunehri Nagin (1963) 03:33 37962
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Helen, Mahipal
Duration : 03:33   Song Number : 37962   

Milke Tumhari Nazar Se Elaan (1994) 06:04 40804
 
Poster of Elaan (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Shyam Sundar
Duration : 06:04   Song Number : 40804   

Milo Na Tum To Heer Raanjha (1970) 04:57 20967
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 04:57   Song Number : 20967   

Milte Hain Sabse Keh Do Pyar Hai (1983) 05:44 38049
 
Poster of Keh Do Pyar Hai (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
Duration : 05:44   Song Number : 38049   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Milte Hi Nazar New Delhi (1956) 03:44 36407
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:44   Song Number : 36407   

Milti Hai Agar Nazron Se Nazar Do Dilon Ki Dastan (1966) 03:41 40729
 
Poster of Do Dilon Ki Dastan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:41   Song Number : 40729   

Milti Hai Bheekh Maula Sohni Mahiwal (1958) 04:05 14270
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 04:05   Song Number : 14270   

Milti Hai Zindagi Mein Ankhen (1968) 05:00 20968
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 05:00   Song Number : 20968   

Mind It (Tamil Bhangra) Quick Gun Murugan (2008) 04:08 17005
 
Poster of Quick Gun Murugan (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Ankur Tewari
Music Director- 
Sagar Desai
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
Sandhya Mridul, Nassar, Raju Sundaram
Duration : 04:08   Song Number : 17005   

Mini Mini Chi Chi Kathputli (1957) 04:16 13534
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Agha, Vyjayanthimala
Duration : 04:16   Song Number : 13534   

Missing Sunday Sunday (2008) 03:50 11163
 
Poster of Sunday (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Farhad - Sajid
Music Director- 
Sandeep Chowta
Duration : 03:50   Song Number : 11163   

Mit Gaye Hum Tere Pyaar Mein Pyase Panchhi (1961) 03:15 37542
 
Poster of Pyase Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:15   Song Number : 37542   

Mit Jaaye Kidnap (2008) 04:03 16976
 
Poster of Kidnap (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sandeep Vyas
Music Director- 
Pritam, Sandip
Singer- 
Sandeep Vyas
On Screen Actors- 
Imran Khan
Duration : 04:03   Song Number : 16976   

Mitti Se Khelte Ho Patita (1953) 03:39 13943
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Duration : 03:39   Song Number : 13943   

Mittua Shaan (1980) 07:13 32146
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami, Parveen Babi
Duration : 07:13   Song Number : 32146